Ek Sharabi full tight hokar ghar jaa
raha tha.
Raaste me mandir ke baahar
pujari dikha. Sharabi n pujari se
poocha,
sabse bada kaun? Pujaari ne
peecha chudane ke liye
kaha"Mandir Bada". Sharabi
bola"Mandir bada toh dharti pe
kaise khada"
Pujari: " Dharti badi"
Sharabi:"Dharti badi toh
Sheshnaag pe kyun khadi" Pujari"
"Sheshnaag bada" Sharabi:
"Sheshnaag bada toh Shiv ke gale
me kyon pada" Pujari: "Shiv bada"
Sharabi: "Shiv bada toh Parbat par
kyon khada"
Pujari: "Parbat bada"
Sharabi:"Parbat bada toh
Hanuman ki unglipe kyon pada"
Pujari: "Hanuman bada"
Sharabi: "Hanuman bada toh Ram
ki charno me kyon pada"
Pujari: "Ram bada" Sharabi: "
Rambada toh Ravan ke piche kyun
pada"
Pujari: "arey mere baap tu bata
kaun bada"
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Sharabi: "Is duniya me woh bada
jopuri bottle pee ke apni taango
pe khada" :D
raha tha.
Raaste me mandir ke baahar
pujari dikha. Sharabi n pujari se
poocha,
sabse bada kaun? Pujaari ne
peecha chudane ke liye
kaha"Mandir Bada". Sharabi
bola"Mandir bada toh dharti pe
kaise khada"
Pujari: " Dharti badi"
Sharabi:"Dharti badi toh
Sheshnaag pe kyun khadi" Pujari"
"Sheshnaag bada" Sharabi:
"Sheshnaag bada toh Shiv ke gale
me kyon pada" Pujari: "Shiv bada"
Sharabi: "Shiv bada toh Parbat par
kyon khada"
Pujari: "Parbat bada"
Sharabi:"Parbat bada toh
Hanuman ki unglipe kyon pada"
Pujari: "Hanuman bada"
Sharabi: "Hanuman bada toh Ram
ki charno me kyon pada"
Pujari: "Ram bada" Sharabi: "
Rambada toh Ravan ke piche kyun
pada"
Pujari: "arey mere baap tu bata
kaun bada"
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Sharabi: "Is duniya me woh bada
jopuri bottle pee ke apni taango
pe khada" :D
